Sabtu, 21 September 2013

Kabhie Kushie Kabhie Gham

Aa aa aa aa aa aa, kabhi khushi gham Na judaa honge hum, kabhi khushi kabhi gham Aa aa aa, aa aa aa, aa aa aa aa (Meri saanson mein tu hai samaaya Mera jeevan to hai tera saaya) – 2 Teri pooja karoon main to har dam Yeh hai tere karam, kabhi khushi kabhi gham Na judaa honge hum, kabhi khushi kabhi gham Meri saanson mein tu hai samaaya Mera jeevan to hai tera saaya Teri pooja karoon main to har dam Yeh hai tere karam, kabhi khushi kabhi gham Na judaa honge hum, kabhi khushi kabhi gham Subh-o-shyaam charno mein diye hum jalaaye Dekhe jahan bhi dekhe, tujhko hi paaye Oh, subh-o-shyaam charno mein diye hum jalaaye Dekhe jahan bhi dekhe, tujhko hi paaye In labon pe tera bas tera naam ho – 2 Pyaar dil se kabhi bhi na ho kam Yeh hai tere karam, kabhi khushi kabhi gham Na judaa honge hum, kabhi khushi kabhi gham Yeh ghar nahin hai, mandir hai tera Is mein sadaa rahe tera baseraa Oh, yeh ghar nahin hai, mandir hai tera Is mein sadaa rahe tera baseraa Khushbuon se teri yeh mahekta rahe – 2 Aaye jaaye bhale koi mausam Yeh hai tere karam, kabhi khushi kabhi gham Na judaa honge hum, kabhi khushi kabhi gham (Meri saanson mein tu hai samaaya Mera jeevan to hai tera saaya) – 2 Teri pooja karoon main to har dam Yeh hai tere karam, kabhi khushi kabhi gham Na judaa honge hum, kabhi khushi kabhi gham Aa aa aa aa aa aa, kabhi khushi kabhi gham Na judaa honge hum, kabhi khushi kabhi gham

Tidak ada komentar:

Posting Komentar